BEST 5 APPS FOR ANDROID MAD BY GOOGLE

 BEST 5 APPS FOR ANDROID MAD BY GOOGLE 

Dosto Abhi Tak aapane Google ki Kuchh application use ki Honge jismein YouTube Google Gmail and Aur Bhi bahut se application hai lekin doston aaj main aapko  Panch Aise application ke bare mein bataunga jisse Google Ne Khud banaya hai aur ye application bahut hi acche hain aur bahut hi useful Hai Jise Aap Kahin Bhi use kar sakte hain aur yah application aapke bahut kam Aane Wale Hain To Chaliye doston start karte hain aur dekhte hain vah 5 application kaun kaun se hai|
 
 Google photo scan
 BEST 5 APPS FOR ANDROID MAD BY GOOGLE
 BEST 5 APPS FOR ANDROID MAD BY GOOGLE 


To sabse pahli application hai  Google photo scan yah aapke purane se purane photo ko digital look de sakti hai is application ka use Ham Photo Ko HD mein karne ke liye karte hain aur yah application bahut hi acchi hai isme aapko karna hota hai ki apni koi bhi old photo le usko click kre uske bad corner pe 4 circle pe le jake click kare ye us photo ko high definition me convert kr dega 

Google measure
 BEST 5 APPS FOR ANDROID MAD BY GOOGLE
 BEST 5 APPS FOR ANDROID MAD BY GOOGLE 


Friends dusra application hai Google measur ka doston Agar aapke pass scale Nahi Hai To to aap is apps se ka use kar sakte hain is apps ka use aap Kisi bhi chij ko mapne ke liye kar sakte hain yah bahut acchi application hai  yah application Kisi Bhi chij ki lambai chaudai Ko Bata sakti hai

Google trips
 BEST 5 APPS FOR ANDROID MAD BY GOOGLE
 BEST 5 APPS FOR ANDROID MAD BY GOOGLE 

Friends third application hi Google trips ye application bahut acchi hai agar aap ghumne firne ke Shaukin Hai To yah application aapke liye hi hai Agar aapko Kahin per ghumne jana hai to aap use Jagah ka location Den yah Naam Den yah apps aapko vahan ki sari information De Dega is application mein aapko bahut Kuchh update Milega friends vahan ke bare mein Jahan aap ko ghumne jana hai Agar aapko vahan ke bare mein Kuchh Bhi janna hai to is application ke dwara aap bahut Kuchh information vahan ki Le sakte hain

Google Neighbourly

Doston 4th application hai Google neighbourly
Doston aap agar Kahin gaye hain aur aap use Jagah ke bare mein Nahin Jante Hain To is application ke dwara aap use Jagah ke bare mein vahan Ke Logon se jaan sakte hain yah poochh sakte hain. Ismein aap answer bhi kar sakte hain ya fir question puch sakte hain yah donon Prakar se kam karta hai  

Google lens

Google lens ki sahayata se aap Kisi bhi chij  ko scan  kara sakte ho uske bare mein Jankari Le sakte hain ya fir Uske bare mein aap Jankari Juta sakte hain iske liye aapko Kisi bhi chij per camere ke lens Ko Le jakar use per scan Karke aap use chij ki jankari Le sakte ho yah bahut hi acchi application friends aur ise bhi Google Ne Banaya Hai

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ